Dosti Ya Pyar Part 2
Story in Flashback
Priya Ateet ke yaado me wha pahuch gayi jab samane wale ghar me Mr.
Sanjay and Mrs. Savita Sharma family ka saman shift ho rha tha. Abhi Sharma Family nhi aayi thi. Vikash aur Priya school se lout kar balcony me baatein kar rhe the sham ke koi 5 baj rhe hoge tabhi unki nazar samane wale makan pe rukan wali car pe padi.
Car se Sharma Family utar rhi thi tabhi Vikash ki nazar car se utarane wali ladki pe jakar atak, Vikash ko lga jaise Rati Devi khud aakar wha khadi ho gayi hain uski nazar us ladki pe hat hi nhi rahi thi aur kaise hatati.
Nainu thi hi itani khubsurat Ekhara badan, Badi Badi kali aankhe, Gora Rang, Gulab ki Pankhudiyo ki tarah gulabi hoth aesa lag rha tha jaise usame se abhi ras tapak padega. Surahidar Gardan aur uspar kamar tak laharati kali nagin jaisi choti, Vikash to kho sa gaya tha Nainu ki khubsurati me use to pta nhi chala kab Nainu apne ghar ke ander chali gayi.
Uska dhyan to tab tuta jab Priya ne Awaj di "kha kho gaye bhai"
"Kahin nhi Priya bus aese hi kuch soch rha tha" Vikash ne jawab diya.
Priya ko Vikash yu kisi ladki ghurna ajeeb lga, Usane aaj tak bhai aese kisi ladki taraf dekhta hu nhi dekha tha use lga bhai ke dil me kuch chal rha hain, aur kahin na kahin bhai us taraf bad chale jo is umra me sabko hota hain magar Priya ne apne dil ki baat dil me hi rakhi apne bhai se kuch na kha.
Nainu ke Papa ek bade amir family se belong karte hain aur Lucknow me unka tabdla hua hain wo Sachiwalay me kisi uche post pe hain. Nainu apne maa baap ladli aur eklouti bacchi hain. Itane bade ghar me paida hone ke baad bhi use sadigi me rahna pasand hain, wo chhoti chhoti baato me khushiya khojati hain.
Nainu ko is mohlle me shift hui 1 hafte ho gaye the aur ab Vikash ka roj ka kaam tha 6-7 baje tak apne balcony me baithna jis samay Nainu bhi samane apne balcony me hoti. Nainu ne bhi ye notice kiya agar handsome sa ladka samane wale balcony bait ke use dekhta rahta hain. Nainu ko Vikash ke chehere ka bholapan bha sa gaya tha aur wo bhi chupake chupake Vikash dekhane lagi thi.
Pichale kuch dino se Priya ne Vikash ke balcony me baithene ke time ko notice kiya tha, Vikash ko notice notice karte karte uska dhyan jab Nainu ki taraf gaya to use samajh me aa gaya ye pyar ka aag dono taraf jal chuka kyoki Nainu bhi chor nazaro se rah rah kar Vikash ko Dekhati hain. Priya khud bhi ek ladki thi Nainu ke aankho me chhupe bhaw use samajhe me aa gaye. Wo man hi man me muskurate hui Vikash ki taraf bad gayi.
"Bhaiya kab tak yu chhup chhup ke dur se didar hoga, agar dil me kuch hain to baat aage badao."
"Are meri Majal kha jo main is pari tak pahuchu. Mere chhune se ye uski rangat me dag lag jayega." Vikash bekhyali ye baat bol gaya tab use dhyan aaya ki usane Priya se kya kah diya
"Wha bhaiya itani badi baat kah dee aap ne, pyar bhi karate ho aur pass jane bhi darate ho. apni dil ki baat to pahucha do us tak"
"Nhi Priya, abhi main use mila bhi nhi aur tu kahati hain main dil ki baat bta doo" Viaks ne jawab diya
"To milo, jaan lo aur bta do apne dil ki baat"
"Are kha milo abhi to naam bhi nhi janta"
"Naam Nainu St Javi me padati hain, roj sham 5-6 LDA park me tahaliti hani 6-7 se sath apki tarah wo apke liye balcony me aa jati hain"
"Nainu kitna pyara naam hain" Vikash uska naam sunke kahta hain.
Tabhi Nainu ki nazar Priya pe padati hain wo use dekhkar chouk jati hain aur turant niche chali jati. Priya uska choukna aur niche jana dekh leti hain aur Muskurane lagati.

Priya ko Dekhkar Nainu chuok kyo
Jati hain?
Priya Nainu ke jane me muskurati kyo?
Priya ko Nainu Bare me itna Kaise Pta hain?
Janiye Agale Update me

Comments
Post a Comment