Dosti Ya Pyar Part 4
Aai Naninu balcony me aayi to usake aankho me ek alag si chamak thi kyoki usi ab pta tha aag dono taraf lagi hain. Vikash aur Nainu dur se hi ek dusare ke aankho me kho gaye the. Nainu ke park se nikalate hi Priya bhi wapas aa gayi thi aur in do premiyo ko dekh rhi thi kaise ye ek dusare me khoye pade hain.
Priya in dono ke dekh ajib khushi mil rhi thi usi samajh me nhi aa rha tha ye khushi bhai ko usaki pasand ki ladki milane ki thi ya Nainu jo usaki ab achchi dost ban gayi thi usko bhai jaisa nek dil ladka mil gaya iski khushi, In dono ko dekh wo bhagawan se dua mang rhi thi ki wo dono ek ho jaye. abhi ye ankh michouli shuru 15 minut bitate the tabhi Priya ki nazar Nainu ki maa padi wo samajh gayi wo NAinu se milane ja rhi hain ye samajhte hi wo vikash ko awaj dekar boli "Kya bhaiya bhabhi ke milate aap to apni bahan ko bhool gaye hain."
Priya ki awaj sunaye hi Vikash chouk gaya aur Priya se jhepate hui bola "Nhi pagal mere life me koi aa jaye magar jo jagah Meri is pagal bahan ki wo koi nhi le sakta."
Priya ko dekh kar Nainu balcony se hat kar apne kamare me chali gayi thi usake kamare pahuchate uski maa Savita bhi kamare aayi aur boli "Nainu beta main shopping ke liye ja rhi hoo agar dad aaa jaye to bta dena shayad main thoda late ho jao."
Apni Maa ko dekhate hi wo samajh gayi ki Priya isliye bich me aa gayi shayad usane maa ko upar aate hui dekh liya tha. Jab wo balcony ki taraf badi to usane dekha ki Priya Vikash se kuch kah rhi thi.
Priya: "Sorry bhaiya kabab me haddi banane ke liye magar kya karu mujhe Nainu mummi yani hone wali sasu maa aati hui dikh gayi thi isliye tok padi."
Vikash: "Sorry kyo bolati hain pagal tune to ham dono ki madad hi ki hain"
Tabhi Priya ki nazar Nainu pe padi jo balcony me aa chuki thi Nainu ne ishare se Priya ko thank you bola.
Uske baad sab kamare me chale gaye.
Ghar me vapas aane ke baad ke baad Priya aur Vikash Naninu ki baat kar rhe the jo unki maa Sumaan ne sun liya aur chilate hui boli "chalo ab is rasoi se chhutkaara milega"
Maa ki baat sunkar Priya aur Vikash ko kuch samajh nhi aaya to Priya bol padi "Kyo Maa? aesa kya ho gaya aap naukrani rakhane wali ho kya?"
Suman: "Na Priya naukrani to nhi magar Rani rakhane wali hoon ji par hukmu chala kar ghar ka sara kaam karwaougi."
Vikahs: "Maa ham kuch samajh nhi'
Suman: "Are buddhu jab tune ladki pasand kar li hain to tu mera Raja beta to teri bibi is ghar ki Rani hui na. Bahu pe hukum chalana to sas ka hak hain"
Vikash: "Maa ye kya bahaki bahaki baatein kar rhi ho"
Suman: "Achcha beta ab hami chhupaoge tum dono ki baatein maine sun li hain Nainu naam hain meri hone wali bahu ka."
Maa ke muh se Nainu ka sunkar Vikash sharma gaya aur bola "Maa main Raghav ke ghar ja rha hoon aane me 8 baj jayege" aur wo turant ghar se bahar nikal gaya.
Rat 8 Baje
Jab Subahs rao ghar lout rhe the to unhene dekh Vikash ki ladki hath piche se pakad rakh hain ladki ke kapade fate hui aur shocked hain Aur adami dodta hu usake taraf aaya aur Vikash ko hath mar ke chillaya"meri beti chhune ki tumane himammt kaisi ki. Main tujhe chhoduga nhi meri beti ijjat ke sath khelta hain," Ye adami aur koi nhi Mr. Sanjay the Nainu ke pita fate kapade wali ladki koi aur nhi Nainu thi.
Apni bete ko girate dekh Subash rao bole"aap mere bete ko aesa kyo kah rhe hain kya kiya hain usane"
Sanajy: "Ik Rapist ko aur kya bula dekho meri beti ka kya halat kar diya agar izzat ka sawal na hota abhi ter bete ko police ko de deta tum do koudi ke log jra ucha ghar dekha nhi kuch na kuch gadabad karne lagate ho jijase paise kama sako"
Subash: "Bhaisahab jra tamij se baat kijiye ham logo bhi sharif ghar se"
Subash ki baat sun kar Sanjay badke uthe aur Subash ki aur bade tabhi bij me Vikash aa gaya Vikash ko dekhkar Sanjay ka gussa aur bad gaya aur unhone Vikash ko jor se Dhakel diya Vikash samane diwar se ja takraya aur uska sir fat gaya, Wo wohi behosh gaya. Vikash ka chhot dekh Nainu bhi chillakar behosh ho gayi.
Bachcho ko behosh hote dekh dono baap apne apne bachcho ko lekar hospital ki taraf bhage.
Kya hua tha Nainu ke sath?
Kya Sach me Vikash ne Nainu ka baltakar karne ki koshish ki?
Nainu ke kapade kaise fat gaye the?

Comments
Post a Comment