Dosti Ya Pyar Post 8
Vikash jaise Komal ki taraf palta Komal ne jaldi se bola "I love You"
Ab Aage:
Komal ka I love you sunate hi Vikash boukhala jata hain aur gusse me dekhta hain aur jaise usaki nazare Komal ki nazaro milti hain wo un aankho me kho jata hain. Vikash aur Komal ek dusare ke aankho me dekh rahate hain tab tak Vikash ki nazar un dono ko ghurate hui unse dosto pe padti hain to samajh jata hain ki in haramkhoro ne is ladki ke sath ragging ki hain aur Muskurata hua Bina kuch bole canteen ki taraf nikal jata hain.
Vikash ke jaane ke baad Komal ko dhyan aata hain wo kha khadi hain aur wo hadbada ke college building tarah ghumati hain to Deepali bolti hain "Banno aaj to tune wo kar diya jo is college ki koi ladki nhi kar paya. Hmarae devdas ko majak me shi prapose kiya aur devedas ne tujhe kuch kha nhi. Warna use dekhe to ham bhi dar gaye the ki tera kya hoga. Ham tujhe rokana chahata hain tab tu bol chuki thi kafi dum hain tujhme. "
Komal: "Mam main BA part 2 me admission liya hain mujhe khud nhi pta main kaise bol gayi jabki main ye chahkar bhi nhi bol sakti thi magar jaise Uski nazaro se nazare mili main khahin kho gayi aur bol padi. Wo aap logo ke dost hain na meri taraf se mafi mag lijiyega aur bol dijiyega iska koi galat matalab na nikale."
Pooja:"Pareshan mat ho Komal ! Wo hamara devdas wo teri taraf shayad aaj ke baad dekhega bhi nhi. Hame to ashcharya hain ki tere gal me tune chamet kyo nhi diya. Warna ye paro ka devdas hain bus daru nhi pita. ptanhi kab khoj payega apni paro ko?"
Aman:"Chhodo yaar itani khubsurat ladki hain pahle intro to kar le, Hi Komal main Aman aur ye hain meri Paro yani meri GF Kiran."
Kiran: "Hi Komal nice to meet hui"
Deepali:"Main is group ki hitler aesa ye sab kahte hain mera naam Deepali aur sorry for the task."
Komal sabko hi kahate hu Deepali ko boli:"Kya didi sorry kis baat aap Sr. hain apka hak tha," aur Raghav taraf dekahte hui Komal:"Kyo sir! Apko hamari dosti nhi pasand ayegi kya?'
Raghav jo ab tak komal ki khubsurati mekhoya hua tha hadbda ke bol utha"Nhi Komal main kuch soch rha tha. Main Raghav is group ka pahla memeber kyoki group Vikash hain aur uska bachpan dost hoon to simple hain is group ka sabapse purana banda hoon"
Sabse pahchane ke baad Komal apne class ke liye nikal padi aur Raghav Komal ko jate dekhta rha. Komal ko is tarah Raghav dwara ghurate dekh Deepali jal bhoon uthi aur bol padi "Raghav Darling nazar hta le warna ladki teri nazaro ke aag se jal padegi aur chal devdas se milate hain"
Aur sab canteen ke taraf bad chale aur jate Aman bol pda "kya be aaj ladki ne I love you bola aur tu muskura ke rah gaya tere Nainu se jyada khubsurat hain kya Komal"
Vikash:"Komal naam hain uska achcha naam hain. Mujhe nhi pta yaaro koun jyada khubsurat Komal ya Nainu. Main to Nainu ke jism se nhi uske aatma se pyar karta hoon. Aur maine use kuch isliye kuch nhi bola usake aankho ne Mujhe apne Nainu ki yaad dila di jaise wohi aankhe ho. Isliye chup rah gaya."
Vikash ke baato sunkar sab chup ho gaye aur class ki aur chal pade. aur classes khatm hone ke badd ghar ki taraf. Lekin char logo ke dimag me uthal puthal machi hui thi.